निर्मता वाले लोग संसार में सुखी रहते हैं, जबकि अंहकारी लोग दुख भोगते हैं, अंहकारी मनुष्य अंहकार में जलता रहता है. गुरु अरजन देव जी फरमाते हैं कि निर्मता हमारा हथियार हैं. "गरीबी गदा हमारी || (६२८)
सतवीर सिंह का सवाल:- agar yah such h to fir aap balvant singh rojona ko mahan saput kaise likh sakte h ? kya usne namrata ko apna hathiyaar bnaya tha ? aapne ek aantakvaadi ko mahan kha hai,yah dharambhakti hai ya deshbhakti hai gambhir ji ?
मेरा जवाब @ Per nimrta ka arth yeh bhi nahi hai ki manushy savibhaan nahi nahi rakhta hai/ Sikh dharam ne yeh baat bhi nahi kahi ki koi tumaare muh pr thapad maare tatha uoos aage aapne muh kaa dusra paasa bhi aage kar do/ jaise ki west ke ek dharam ne... yeh agree kiya fai/ sawbhimaan, taakat, tatha achhe guna ke hote nimrata honi chahiye/nimarta manukh ka aisa khubsurat gun hai, jo usko har ek me har man me pyaar banaa deta hai/ nimrta se pyaar me ijaafa hota hai/ jahan nimrta hoe vahan ahankaar, karodh, nafrat, nindiya, nahi/nimrta talwaar ka muh mod deti hai/Balwant singh ne jurm kiya hai/ wo maanta hai/ us ne high court kaya supreme court me bhi apeel nahi ki or na mafi mangi hai/ yadi govt us ki faansi maaf karti hai to yeh uski nimrta hogi /tatha aage bhi sukh shaanti rahegi/main yeh nahi kehta ki balwant ne jo kiya sahi hai/yadi CM k ghar wale tathaa aam publice nahi chahti to govt. ko nimrta dikhaani chaahiye/punjab ke achhe bhavishye k liye/
My ans.@ Per nimrta ka arth yeh bhi nahi hai ki manushy savibhaan nahi nahi rakhta hai/ Sikh dharam ne yeh baat bhi nahi kahi ki koi tumaare muh pr thapad maare tatha uoos aage aapne muh kaa dusra paasa bhi aage kar do/ jaise ki west ke ek dharam ne... yeh agree kiya fai/ sawbhimaan, taakat, tatha achhe guna ke hote nimrata honi chahiye/nimarta manukh ka aisa khubsurat gun hai, jo usko har ek me har man me pyaar banaa deta hai/ nimrta se pyaar me ijaafa hota hai/ jahan nimrta hoe vahan ahankaar, karodh, nafrat, nindiya, nahi/nimrta talwaar ka muh mod deti hai/Balwant singh ne jurm kiya hai/ wo maanta hai/ us ne high court kaya supreme court me bhi apeel nahi ki or na mafi mangi hai/ yadi govt us ki faansi maaf karti hai to yeh uski nimrta hogi /tatha aage bhi sukh shaanti rahegi/main yeh nahi kehta ki balwant ne jo kiya sahi hai/yadi CM k ghar wale tathaa aam publice nahi chahti to govt. ko nimrta dikhaani chaahiye/punjab ke achhe bhavishye k liye/
सतबीर सिंह का सवाल lekin C M BEANAT SINGH ka gunah kya tha ? unke period me to punjab me shanti aayi.nhi to punjab bhi aaj kashmir ki tarah jalta rahta
22satbir ji aap woh likh rhe ho jo aap sochte ho,me woh likh rha hu jo sab sochte hai or jante hai.kisi aisi vardat me jab koi tumhare ghar ka banda bhi marne walo me shamil hoga tab bhi apne isi jajbe ko banaye rakhna,
मेरा जवाब @ Achha tell me. 84 me ya uske baad punjab me jo kuchh hua/chae Ugawadion ne Hinduon ko chun chn k mara ya Govt k order se Punjab police ne sikh nojwaan ko chun chun k maara/chae wo nirdosh the /to doshi sarkaar hi huee na/ na ki Hindu. to uska numaaenda koun huaa CM hi na/ Bhagat Singh ya Udham singh k time juram to chief ka mana jaega na ki un nokree pesha hindu-sikh police walon ka /Siyasat me yeh sab kuchh ho jata hai mere bhai/ ab jabki hamaare punjab me sab sukh shanti hai / fir kiyon gare murde ukhade jaa rahe hain/Balwant Singh ko phansi deni thi to tab dete/17 saal baad kiyon? yahi baat kasaab/Afjal ko lekar hai/ Garma garmi me jo fainsla lena chaheeye wo jaanbhuz k latkaya jaaega/ taki en moke rotian sekiyan jaayen/ punjab ka masla sudhar gya hai to ab aag me ghee kiyon?
सतबीर सिंह का जवाब right,17 saal gujar jaate hai hame apraadhi ko pakadne ke bavjood saza dene me,kal afjal ya kasab ko bhi 20-25 saal nikal jayege,fir saare muslims sadak per nikal kar unhe bhi shaheed hiro bna dege kyoki MERA BHARAT MAHAN HAI
No comments:
Post a Comment